SHAAN

SHAAN - Dekhte Dekhte Aapko Dekhna Achcha Laga lyrics

rate me

(dekhte dekhte hmm hmm hmm...

aapko dekhna achcha laga, achcha laga) - 2

aapke baare mein sochna, saajana, achcha laga, achcha laga - 2

dekhte dekhte ho o o o o...

aapko dekhna achcha laga, achcha laga...

(aap aur mere bich ka faasala

aapki yaadon ka hasi kaafila) - 2

aapake jo saath mein ji liya woh lamha

ji liya woh lamha, achcha laga, ho o o o achcha laga...

dekhte dekhte hmm hmm hmm...

aapko dekhna achcha laga, achcha laga...

yeh aapkahi pyaar hai, jo aap ko achcha laga - 2

sach toh yeh hai ki pyaar yeh humko bhi achcha laga

achcha laga, achcha laga

aap ka sajana sawarna sanam, aap ka sawarke woh rakhna kadam - 2

aapke jo paav ke (chumata hai woh rasta - 2)

achcha laga, achcha laga ho o o achcha laga

dekhte dekhte ho o o o o...

aapko dekhna achcha laga, achcha laga...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found