SHAAN

SHAAN - Bekhudi Mein Jahaan Khoya Soya lyrics

rate me

Bekhudi mein jahaan khoya soya

Kal ki kis ko hai khabar

Bekhudi mein jahan khoya soya

Kal ki kis ko hai khabar

Taqdeer kal ki kitaab hai

Saara likha us mein hisaab hai

Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata

Chhor de tod de zindagi

Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata

Chhor de tod de zindagi

Gumsum zameen chup aasmaan

Khamosh hai jahaan

Maddham sa hai kaisa nasha

Behosh hai sama

Har dil yahan dhadkanon ka saans hai

Jo ho sake sun dhadkanein teri aawaaz hai

Bekhudi mein jahaan khoya soya

Kal ki kis ko hai khabar

Bekhudi mein jahan khoya soya

Kal ki kis ko hai khabar

Taqdeer kal ki kitaab hai

Saara likha us mein hisaab hai

Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata

Chhor de tod de zindagi

Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata

Chhor de tod de zindagi

Posted By : Mastani Laila

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found