KUMAR SANU

KUMAR SANU - Raat Kat Tee Nahi lyrics

rate me

(raat kat tee nahi

din gujarta nahi

tere bin ab yaha

chain aata nahi

ho gayi kya khata

kyo hain mujhse khafa

aake mujhko bata) - 2

raat kat tee nahi

tu mujhe chod kar

dil mera todkar

pyar ki raaho mein

is tarah chod kar

chal diya hain kaha

reh gaya main tanha

tere bin zindagi

jaise ho ab saza

ho gayi kya khata

kyo hain mujhse khafa

aake mujhko bata

raat kat tee nahi

aankhein bhar aayi hain

ab tujhe sochkar

besabab bewajah

pher li kyo nazar

tujhse hoke judaa

is tarah main jiya

jis tarah dil mera

jiye dhadkan bina

ho gayi kya khata

kyo hain mujhse khafa

aake mujhko bata

raat kat tee nahi

din gujarta nahi

raat kat tee nahi

din gujarta nahi

tere bin ab yaha

chain aata nahi

ho gayi kya khata

kyo hain mujhse khafa

aake mujhko bata

raat kat tee nahi

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found