KUMAR SANU

KUMAR SANU - Pyar Ki Ganga Bahe lyrics

rate me

sun sun sun mere nanhe sun, sun sun sun mere munne sun

pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein

sun sun sun meri nanhi sun, sun sun sun meri munni sun

pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein

bhasm kaali raat ho roshani ki baat ho

dosti ki baat ho zindagi ki baat ho

baat ho insaan ki baat hindustaan ki

saara bhaarat ye kahein pyaar ki ganga bahein

pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein

ab na dushmani palein ab na koi ghar jalein

ab nahi ujade suhaag ab nahi failein ye aag

ab na ho bachhe anaath ab na ho nafarat ki ghaat

saara bhaarat ye kahein pyaar ki ganga bahein

pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein

saare bachche bachchiyaa saare budhe aur jawa yaane sab hindustan

ek manjil par milein ek saath phir chalein

ek saath phir rahein (ek saath phir kahein - 2) phir kahein

pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein - 2

desh mein ekaa rahein saara bharat ye kahein

saara bharat ye kahein desh mein ekaa rahein

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found