KUMAR SANU

KUMAR SANU - Majburiya Meri Bhi Thi lyrics

rate me

(majburiyaa meri bhi thi

majburiyaa teri bhi thi) - 2

chaha tujhe tu na mili

suni rahi dil ki gali

aaisi chali paagal hawa

tu ho gayi mujhse judaa

na tu ruki na main ruka

aur faasla badhta gaya

badhti gayi yeh duriyaa

(tere bina jeena yaha

pal pal mera dushwaar hain) - 2

meri nahi tu ho saki

phir bhi mera tu pyar

khamosh hu toka nahi

par gam mera jaata nahi

na tu ruki na main ruka

aur faasla badhta gaya

badhti gayi tanhaaiya

(bejaan hain yeh zindagi

naaraaz hain har ek khushi) - 2

teri yaad yu ab aayegi

yeh jaan bhi le jaayegi

aankhein meri bujhne lagi

dhundhla hua saya tera

na tu ruki na main ruka

aur faasla badhta gaya

badhti gayi veeraniyaa

majburiya

mehroomiya

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found