KUMAR SANU

KUMAR SANU - Itana Bhi Na Chaaho Mujhe Ki lyrics

rate me

itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun - (2)

yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun

itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun

yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun

(itani bechaini leke kaise jiyega koyi

itani chaahat daaman mein kaise rakhega koyi) - (2)

chain kahin lene na de mujhako pyaar tera

itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun

yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun

(socha na hoga tumane itana pyaar karunga

maang ke dekho jaan meri jaan bhi main de dunga) - (2)

bhulunga na main tumako kabhi abb mri jaan-e-wafa

(itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun

yu na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na saku)-2<br />

<br />

Thanks to razvan

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found