KUMAR SANU

KUMAR SANU - Dil Se Kabhi Na Jaana lyrics

rate me

dil se kabhi na jaana - 2

ha vaada karke bhul na jaana

vada karke saath nibhana

tujhko paakar maine jaana

hain dil terea deewana - 2

dil se kabhi na jaana

(chand se jyada tu hain hasin

teri hi khusbu mujhmein basi) -2

aankho ke raste chupkese aake

saanso mein har pal tu hain samai

tujhko paya toh hain jaana

oh hain dil tera deewana

oh dil se kabhi na jaana

(tum zindagi ho tum aashiqui

meri bekhudi ho meri shayri) - 2

khud pe na kaabu mujhko raha hain

balkha ke jo tu yu lehraai

tumne kiya hain deewana

hain dil tera deewana

vaada karke bhul na jaana

vada karke saath nibhana

tujhko paakar maine jaana

hain dil terea deewana - 2

dil se kabhi na jaana - 2

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found