Jimmy Attre

Jimmy Attre - Zamana Nazuk Hai lyrics

rate me

Akeli kahin mat jana zamana nazuk hai

Logo zamana nazuk hay

Warna paray ga pachtana zamana nazuk hay

Logo zamana nazuk hay

Repeat

Lachke teri kamarya lachke teri ye choti

[chorus]lachke teri ye choti

Tori ye baali umarya ko laage na najar koi

[chorus]laage na najar koi

Kehta hai khud ye zamana,zamana nazuk hai

Logo Zamana nazuk hai

Repeat

Tu hi batla de yahan ya main wahan dekhon

Tere jalwe nazar aaye jahan jahan dekhon

Teri soorat nazar aaye jahan dekhon

Husn tera hay tauba tauba, husn se bhi pyara pyara

[chorus]husn se bhi pyara pyara

Shokh ada ne mujhe maara, hosh mera khoya saara

[chorus]hosh mera khoya saara

Tujh ko hai dil main chupana zamana nazuk hai

Logo Zamana nazuk hai

Akeli kahin mat jana zamana nazuk hai

Logo zamana nazuk hay

Warna paray ga pachtana zamana nazuk hay

Logo zamana nazuk hay

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found