ZUBEEN GARG

ZUBEEN GARG - Dar Dar Dar Dard-e-dil lyrics

rate me

(dar dar dar dard-e-dil

dar dar dar dard-e-jaan

dard-e-armaan...

milo jo tumhein bataayein - 3) - 2

kya pata kahaan ruke

dard ke yeh kaafile

krh raha deewaanapan

har duwa mein tum mile

tumko dekhe bina (waqt dhalata nahi - 2)

khwaayiso pe mera jor chalata nahi

dar dar dar dard-e-dil

dar dar dar dard-e-jaan

dard-e-armaan...

milo jo tumhein bataayein - 3

chaahato ki manjilein, pyaar ka nasha ho tum

chaahata hoon main jise, wo hasin saja ho tum

faasalon ka sikand abb saha jaayein na

ek pal bhi juda abb raha jaayein na

dar dar dar dard-e-dil

dar dar dar dard-e-jaan

dard-e-armaan...

milo jo tumhein bataayein - 4

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found