Waqar Ali - Zindagi Shart Hai lyrics
rate mezindagi shart he,
ub phool kile ya na kile,
tu saat chale ya na chale,
zindagi shart he
suraj ke shuwao ki tarha,
khwabo ki sehrabo ki tarha,
zindagi shart he.
( jeene walo se kaho jaan sey jane keliye,
jeena parta he kai zakhm utane keliye.)
Ub me sumja ke tere lafz ki nisbat jana,
dil pe wo khoon ke ghulabi ka nasha ucha ta,
tune samja me tere rung chura lunga kabi,
mere dildar se wo tera gila ucha ta.
jil milati hui har sham ke do rahe par,
mene deka he tuje chaand sitaro ki tara,
mene chaha he bas itna e meri jane jaha,
tu mere paas rahe saya-e-yazdaan ki tarha,
tujko paa kar me kisi aur ko pana chahoon,
moth aa jaey jo me pir kabi marna chahoon.
(aey meri dhubte saanso ki umeed,
aey mere toot te taaro ki zameen. )
meri har aas jugae rakna,
apne aanchal ko sujae rukna.
yaad rukna ke kisi bi surat,
tujko chalna he, muskurana he.
(zindagi shart he,
ye shart nibana he tuje.)
Thanks to syeda for correcting these lyrics
Thanks to jh for correcting these lyrics