VISHWATMA movie

VISHWATMA movie - Title Narration - Naseeruddin Shah lyrics

rate me

Is brahmaand ka ek ansh hai ye sansaar ye dharati ye dhara ye prithvi.

Isamein jivankarta paalankarta aur sangharkarta ko bhagvan ishwar aur parmaatma ya vishwatma kehate hain.

Par hamaari ye kahani us ishwar ya bhagvaan ki nahi is vishwa mein aayi huyi un aatmayon ki hai jo parmaatma ka ek ansh hain.

Aur wo ansh jivaatma ka roop lekar dharati par aata hai to manushya kehalaata hain.

Jo manusya apane jivan ke uddeshya ko apane laksh ko nahi jaanata aur us tak nahi pahunchata yo saadharan insaan banakar reh jaata hai.

Lekin jis insaan ko apane laksh aur uddeshya ka gyan ho jaata hai aur use paane ke liye wo jivan aur mrittu ko koi mehatva nahi deta wo aatma ek saadharan manushya se uncha utakar ban jaati hai (vishwatma) - 4

Jis insaan ko apane laksh aur uddeshya ka (gyan ho jaata hai) - 4

aur use paane ke liye wo jivan aur mrittu ko (koi mehatva nahi deta) - 4

wo aatma ek saadharan manushya se uncha utakar ban jaati hai (vishwatma) - 4

vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma...

vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma...

vishwatma vishwatma vishwatma vishwatma...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found