UDIT NARAYAN, ANURADHA PAUDWAL

UDIT NARAYAN, ANURADHA PAUDWAL - Pyaar Kiya To Nibhaana lyrics

rate me

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana - 2

Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana

Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana - 2

Oh oh oh oh, mm mm mm

Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath

Ek baar keh do tum bhi, haathon mein leke haath

Oh oh oh

Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath

Lo keh diya yeh tumse, haathon mein leke haath

Hum tum, tum hum banke rahe humraaz humsafar

Shikwa kare na koi ek duje se umr bhar

Pyaar hamaara ho aise ke dekhe yeh zamaana

Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana - 2

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana

Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana

Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana - 2

Na main tumhe sataaoon, na tum mujhe sataao

Main tumko samajh jaaoon, tum mujhko samajh jaao

Chaahat hi pooja ho mann mandir ho jaaneman

Ek duje ke bin ek pal bhi lagta nahin ho mann

Phir to jeevan ban jaayega pyaar ka taraana

Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana - 2

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana

Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana

Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found