UDIT NARAYAN, AMITABH BACHCHAN, SHANKAR MAHADEVAN AND MAHALAXMI IYER - Aao Milke Gaayen Aisa lyrics
rate meAao Milke Gaayen Aisa Gaana Surila Aur Suhana
Jis Mein Sirf Pyaar Ki Mithaas Ho
Humne To Hai Seekha Gun Gunana
Hamesha Muskurana Jabse Tum Hamare Dil Ke Paas Ho
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Subah Ke Ujale Hai Woh Pehle
Shaam Ka Andhera Reshmi Hai
Muskurati Aankhon Se Jo Dekho
Duniyan Mein Kahan Koi Kami Hai
Jo Halka Ho Yeh Mann
Jo Hum Rahein Magan
Har Ek Ruth Lagegi Hum Ko Ruth Bahar Ki
Jo Halka Ho Yeh Mann
Jo Hum Rahein Magan
Har Ek Ruth Lagegi Hum Ko Ruth Bahar Ki
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Hum Aur Tum Gaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Ek Nanhi Pyaari Si Kali Ne
Chupke Se Hai Yeh Mujhko Bataya
Khushnaseeb Woh Hai Is Jahan Mein
Jisne Doosro Ka Pyaar Paya
Lagti Hai Woh Gali Har Ek Woh Kali
Aisi Kali Kab Hai Zaroorat Singhar Ki
Lagti Hai Woh Gali Har Ek Woh Kali
Aisi Kali Kab Hai Zaroorat Singhar Ki
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Hum Aur Tum Gaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Aao Milke Gaayen Aisa Gaana Surila Aur Suhana