Tina Sani

Tina Sani - Teri Nazar Hai Mera Dil Hai lyrics

rate me

Teree nazar ha - meray dil ha.. kya kia jaee

Junoo' khirad kay muqabil ha.. kya kia jaee

Ham apni gham ka fasana suna'nay aae thaay

Magar ya ap ki mehfil ha.. kya kia jaee

Teree nazar ha - meray dil ha.. kya kia jaee

Jhuka dia ha - muhabaat na apkay dar par

Jabeen uthaon ya mushkil ha.. kya kia jaee

Teree nazar ha - meray dil ha.. kya kia jaee

Ya aik dhaag e mohabaat kahan chupa rkhon

Tamam umar ka hasil ha.. kya kia jaee

Teree nazar ha - meray dil ha.. kya kia jaee

Junoo' khirad kay muqabil ha.. kya kia jaee

Teree nazar ha - meray dil ha.. kya kia jaee

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found