Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal
Your rating:
Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal (mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon) -2 Anu: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal (mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon) -2 Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal Anu: kya.. kahti hai suno tanhaaiyaan ye lene lagi rut angdaiyaan udti huyee vaqt ki dhool se chun le chalon rang har phool se Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chheDo main gaaoon ghazal Anu: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal Bala: ye pyaare pyaare kuchh vaadon ke pal kal yahi to baneinge yaadon ke pal kam hogaa inkaa na jaadoo kabhi gum hogi inki na khushboo kabhi Anu: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chhedo main gaaoon nhazal Bala: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Anu: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal Anu: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: mahsoos yun hotaa hai kyun ke har pal main tere saath rahoon Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal
Share your thoughts
No comments here yet... Be the first to give your opinion!