Shapath
Your rating:
main ishvar ko saakshi maankar yeh shapath leta hoon ke main sada satya bolunga nirbhay banunga sada dharm ke raaste par chalunga main desh ki janta ki seva karunga sanvidha sanraksh paalan ke anusaar karunga main police vibhaag ke padadhikariyon sanman karunga unke aadeshon ka paalan karunga shaitaanon ka hain yeh jahaan haiwaanon ki hain daastaan zulm hai har taraf - 2 yeh hawa ban gayi hai zehar aag se uth ta hai yeh dhuaan jal jaayega yeh gulsita haiwaanon ka hain yeh jahaan haiwaanon ki hain daastaan jaane hoga aage kya kya kaaton ka hai yeh raasta na koi roke na koi toke choron ka hai yeh kaafila tumne dekho kya diya - 2 tumne dekho kya liya tumne dekho kya kiya bas tabaah hi kar diya aag se uth ta hai yeh dhuaan jal jaayega yeh gulsita haiwaanon ka hain yeh jahaan haiwaanon ki hain daastaan main ishvar ko saakshi maankar yeh shapath leta hoon ke main sada satya bolunga nirbhay banunga sada dharm ke raaste par chalunga main desh ki janta ki seva karunga sanvidha sanraksh paalan ke anusaar karunga main police vibhaag ke padadhikariyon sanman karunga unke aadeshon ka paalan karunga haalat hogi kya prajaa ki khud lootega jo baadshaah kab sochoge kab pahuchoge raahon mein hai yeh kaarvaan naujawaan jaago zara kya bhala hai kya bura khud karo yeh faisalaa jaag jaa re jaag jaa aag se uth ta hai yeh dhuaan jal jaayega yeh gulsita shaitaanon ka hain yeh jahaan haiwaanon ki hain daastaan zulm hai har taraf - 2 yeh hawa ban gayi hai zehar aag se uth ta hai yeh dhuaan jal jaayega yeh gulsita main ishvar ko saakshi maankar ke main sada satya bolunga nirbhay banunga sada dharm ke raaste par chalunga main desh ki janta ki seva karunga sanvidha sanraksh paalan ke anusaar karunga main police vibhaag ke padadhikariyon sanman karunga unke aadeshon ka paalan karunga shaitaanon ka hain yeh jahaan haiwaanon ki hain daastaan zulm hai har taraf - 2 yeh hawa ban gayi hai zehar aag se uth ta hai yeh dhuaan jal jaayega yeh gulsita haiwaanon ka hain yeh jahaan haiwaanon ki hain daastaan jaane hoga aage kya kya kaaton ka hai yeh raasta na koi roke na koi toke choron ka hai yeh kaafila tumne dekho kya diya - 2 tumne dekho kya liya tumne dekho kya kiya bas tabaah hi kar diya aag se uth ta hai yeh dhuaan jal jaayega yeh gulsita haiwaanon ka hain yeh jahaan haiwaanon ki hain daastaan main ishvar ko saakshi maankar ke main sada satya bolunga nirbhay banunga sada dharm ke raaste par chalunga main desh ki janta ki seva karunga sanvidha sanraksh paalan ke anusaar karunga main police vibhaag ke padadhikariyon sanman karunga unke aadeshon ka paalan karunga haalat hogi kya prajaa ki khud lootega jo baadshaah kab sochoge kab pahuchoge raahon mein hai yeh kaarvaan naujawaan jaago zara kya bhala hai kya bura khud karo yeh faisalaa jaag jaa re jaag jaa aag se uth ta hai yeh dhuaan jal jaayega yeh gulsita shaitaanon ka hain yeh jahaan haiwaanon ki hain daastaan zulm hai har taraf - 2 yeh hawa ban gayi hai zehar aag se uth ta hai yeh dhuaan jal jaayega yeh gulsita
Share your thoughts
No comments here yet... Be the first to give your opinion!