SHAILENDRA SINGH, ASHA, RISHI

SHAILENDRA SINGH, ASHA, RISHI - Pari Ho Aasmaani Tum lyrics

rate me

aaj ki shaam is mehfil mein aapke pasandida qavvaal

chulbule asraani saahab ko bulaaya gaya tha magar

achanak tabiyat kharaab hojaane ki wajah se vo chulbule

gulbule se gulgule hokar bulbule ho chuke hain

isliye yahaan nahi aa sake unke na aane ki main

zanaab karnal tipsi se muaafi chaahta hu is

guzaarish ke saath ki unki ye haseen mehafil saaz aur

aavaaz ke jaadu se meharuum nahi rahegi agar mere

seene mein dil hai aur us dil mein tadap aur uska asar

tadap laazmi hai apne aavaaz se sab dilon ko jitne

ka vayada to nahi kar sakta par huzur agar ye

naacheez agar ek raat mein ek dil bhi jeet saka to meri

qismat chamak uthegi

shailendra: haan ...

kya ishq ne samjha hai kya husn ne jaana hai

ham kaak haseeno ki thokar mein zamaana hai

(pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai) - 5

muhabbat kaise karte hain haan muhabbat kaise karte hain

zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

haan mohabbat kaise karate hain

ko: kaise karte hain mohabbat

haan haan mohabbat kaise karte hain

ko: kaise karte hain mohabbat

kaise karte hain mohabbat dikhaana hai

ko: dikhaana hai

dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai

aa: husn kaha tu kaun hai

maine kaha shaida tera

husn kaha takta hai kya

maine kaha surat teri

a usne kaha kya chaahiye

maine kaha ulfat teri

usne kaha mumkin nahi

maine kaha yu hi sahi

ko: usne kaha mumkin nahi maine kaha yu hi sahi

ho meri tamanna dilbar jaana khel nahi

ko: ishq hai

saaye mein talvaar ke aana khel nahi hai

ko: ishq hai

yu hosh gaanvaana

ko: ishq hai

ye haal banaana

ko: ishq hai

is dar tak aana

ko: ishq hai

aavaaz lagaana

ko: ishq hai

yu hosh ganvaana ye haal banaana is dar tak aana sada lagaana

ko: ishq hai

ishq hai

ishq vo nagma sun ke jise are ishq vo nagma sun ke jise

mehlon ke parde jalte hain

ko: mehlon ke parde jalte hain

ishq vo nagma sun ke jise sun ke jise vo nagma

sun ke jise mehalon ke parde jalte hain

jalte hain jalte hain jalte hain jalte hain

tum chale aaoge aeji tum to chale aaoge

aaise aag pe jaise chalte hain

ko: aag pe jaise chalte hain

(haan karo na meharbaani tum magar tum ko to paana hai) - 2

(mohabbat kaise karte hain ) - 2

zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

laaya tha main daave jigar tumne to dekha bhi nahi

aaya tha main kis pyaar se tumne to puchha bhi nahi

la la ...

patthar laga jab qais ko mashahuur-e-aalam ho gaya

ko: patthar laga jab qais ko mashahuur-e-aalam ho gaya

zakhmi hua farahaad to duniya mein maatam ho gaya

ko: zakhmi hua parahaad to duniya mein maatam ho gaya

ho mera zakhm koi kya zaane jo seene ke neeche hai

mujhape teer chalaane vaala parade ke pichhe hai

vo parada nasheen hai

ko: parade mein

vo zohara zabeen hai

ko: parade mein

vo sabase haseen hai

ko: parade mein

vo aaj yaheen hai

ko: parade mein

vo parada nasheen vo zohara zabeen vo sabase haseen vo aaj yaheen hai

ko: parade mein

ab dikhalaaye jo bhi najar ab dikhalaaye jo bhi najar

vo aaj divaana dekhega

ko: vo aaj divaana dekhega

ab dikhalaaye jo bhi najar ji bhi najar dikhalaaye

jo bhi najar dikhalaaye divaana aaj dekhega

dekhega dekhega dekhega dekhega

phir jab meri shaam sajegi phir jab meri shaam sajegi

saara zamaana dekhega saara zamaana dekhega

ko: saara zamaana dekhega

chhupo ai yaar zaani tum magar tum ko to paana hai - 2

(mohabbat kaise karate hain ) - 2

zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

pari ho aasamaani tum magar tum ko to pana hai

ko: (paana hai tum ko paana hai) - 4

aashaa: pari ho aasamaani tum magar tum ko to paana haithreedots

mahazabeen hai

ko: aaha

naazaneen hai

ko: aaha

ai haseen

ko: naazaneen

aaha

ko: mahazabeen

mahazabeen naazaneen ai haseen tum ko to paana hai

tum ko to paana hai - 4

mohabbat kaise karate hain - 2

zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found