SAUMYAM ANUPAMA, SHANKAR MAHADEVAN, DOMINIC, HEMA SARDESAI - Dus (Hain Yahan Koi) lyrics
rate mehai yahaa koi mard hindustaani jo mujhe chu sake ho ho
saansein meri toofaani bekaabu yeh jawaani
kaabu koi mujhpe paa naa sakaa
har ang mein tan mein chingari ye badan ki
koi bujhaae bujhaa naa sakaa
aa bujhaa de bas hosh udaa de Dus ho ho ho ho
jaaduu hu jawaan hu khushbu hu maim hawa hu
main hi mehakta hua hu samaa
rangeeli main deewaani nashili main mastaani
main jaam hu jaam ka main nashaa
aajmaa le bas hosh udaa de Dus
main hu hawaa ka jhonkaa hawaa ko kisne rokaa
tokaa hai leharon ko kisne yahaan
suraj ki kiranon jaise jungel mein hirano jaise
baadal bhi aawara ghume jahaan
dil chura le bas hosh udaa de Dus ho ho ho ho
saansein meri toofaani ...
Part 2:
vande maataram vande maataram
hai yahaa koi mard jo mujhe chu sake ho ho
aankhon se pardaa hataa de nazaron se nazarein ladaa le
he jalaakar jawaani chingaariyon ko hawaa de
mardon mein tu hi to ik mard hai
apnii mardaangii aa dikhaa de dikhaa de
udaa de mere hosh bas dus
haan tu chaahiye mujhko bas dus
meri raahon mein nigaahon mein aa phans
aa le le mujhe panaahon mein aur kas
Dus Dus Dus Dus
jay hind kaho jay he jay he is vatan ki jay is chaman ki jay
qaatil jawaani jaalim sama
hone lagi hai fizaa badgumaan
har jism pyaasa hai har ruh pyaasi hai
aaise mein jaan-e-jaan duuri hai kyon darmiyaan
mujhse jo nazar milaataa hai
meri lau mein vo ho jaataa hai fanaa
meri aag se khelaa hai tuune
ho jaayegaa tu jal jal ye dhuaan
barason ki tarsi ye nazar hai
barason ke pyaase ye adhar hain
naa tarsaa mujhe naa taras
Dus Dus Dus Dus