Salman Khan, Katrina Kaif, Anil Kapoor, Zayed Khan

Salman Khan, Katrina Kaif, Anil Kapoor, Zayed Khan - Tu Muskura Song lyrics- Yuvvraaj lyrics

rate me

Tu muskura jahaan bhi hain tu muskura

Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara

Sharir si ye muskurahatein teri

Badan main sunti hoon main aahatein teri

Labon se aake choo de aapne lab zara

Tu muskara jahaan bhi hain tu muskara

Sharir si yeh muskurahatein teri

Badan main sunti hoon main aahatein teri

Aisa hota hain khayalon mein aksar

Tujh ko sochoon toh mahak jaati hoon

Meri rooh mein basi hain teri khusboo

Tujh ko choo loon toh bahak jaati hoon

Teri aankhon main koi toh jaadu hain

Tu muskara jahaan bhi hain tu muskara

Tu Muskara, jahaan bhi hain tu muskura

Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara

Sharir si yeh muskurahatein teri

Badan main sunti hoon main aahatein teri

Tez chalti hain hawaaon ki saasen

Mujh ko baahon main lapet ke chupale

Teri aankhon ki hasin Loriyon main

Main badan ko bichaoon, tu sulale

Teri aankhon main koi toh nasha hain

Tu Muskara, jahaan bhi hain tu muskura

Tu muskura jahaan bhi hain tu muskura

Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara

Sharir si ye muskurahatein teri

Badan main sunti hoon main aahatein teri

<br />

<br />

Thanks to Kanika Khanna

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

1 Comments found

Anonymous
Wednesday 27th of February 2013 11:18
love u janeman