Salman Alvi - Ajnabi lyrics
rate meajnabi shehar ke ajnabee raste meri tanhaii per muskurate rahe
mein buhat dair taak yunhi chalta raha tum buhat dair taak yaad ate rahe
ajnabi sher ke ajnabee raste meri tanhaii per muskurate rahe
zehar milta raha zehar pite rahe
zehar milta raha zehar pite rahe
roz merte rahe roz jeete rahe
zeher milta raha zeher pite rahe roz merte rahe roz jete rahe
zindagi bhi hame azmati rahi
zindagi bhi hame azmati rahi
aur hum bhi azmate rahe
ajnabee sherhar ke ajnabee raste meri tanhayi per muskurate rahe
zakham jaab bhi koi zehan o dil per laga
zakham jaab bhi koi zehan o dil per laga
zindagi ki taraf ek dareecha khulaa
zakham jaab bhi koi zehan o dil per laga zindagi ki taraf ek dareecha khula
hum bhi goya kisi saaz ke taar hain
hum bhi goyz kisi saaz ke taar hain chot khate rahe gungunate rahe
ajnabee shehar ke ajnabi raste meri tanhai per mushkurate rahe
kaal kuch esa huwa mein buhat thaak gaya
kaal kuch esa huwa mein buhat thaak gaya
is liye sun ke bhi un suni ker gaya
kaal kuch esa huwa mein buhat thaak gaya is liye sun ke bhi un suni ker gaya
itni yadoon ke bhatke huway karwan
itni yadoon ke bhatke huway karwan
dil ke zakhmoon ke daar khatkha te rahe
ajnabee shehar ajnabi rashte meri tanhayi per muskurate rahe mein buhat dair taak yunhi chalta raha tum buhat dair taak yaad ate rahe
Thanks to Najeeb for correcting these lyrics