SAKHI movie

SAKHI movie - Tum jo aao to pyaar aa jaaye lyrics

rate me

Song By MANNA DEY, SUMAN KALYANPUR

Tum jo aao to pyaar aa jaaye

Zindagi mein bahaar aa jaaye

Kya kahu tumse keh nahi sakta

Bin tumhaare main reh nahi sakta

Tumko gar aitbaar aa jaaye

Zindagi mein bahaar aa jaaye

Dil pe mujhko to aitbaar nahi

Ye woh shay hai jisse qaraar nahi

Dil pe gar ikhtiyaar aa jaaye

Zindagi mein bahaar aa jaaye

Jab tamanna shabaab par aaye

Har taraf ik khumaar sa chhaaye

Zah-e-qismat jo yaar aa jaaye

Zindagi mein bahaar aa jaaye

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found