Sajjad Ali

Sajjad Ali - Mak Kia lyrics

rate me

Introduction:

Iss gaaney say woh logg itefaq karen gey jo bewafayee ki saza pay yaqeen nahin rakhtey. Bass gila kar letey hain.

Song:

Jao jao jao tumhain maaf kiya

Tum ney mera naam dheerey say kaheen bulaya tha

Zindagi naraz tum say rehti thi mai ney manaya thaa

Baat un kahi tum say naa huee mai ney maani thi

tum ney mujhey har tarah say aazmaya thaa

tum ney aitebar mera torr bhi diya phir bhi main ney tum say dil saaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora

phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jaatey Jaatey kya merey baarey mai tum ney socha tha?

Dil ki chabiyan gir gayi kahaan morr kay dekha thaa?

patharon mai sheeshay ka dil chor kar gaye

Merey saath kaisa insaaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora

phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Janey tum ney kiya socha - kaho

Aisa tum ney kyoon kiya - kaho

Bolo na kya ye hai wafa

Bolo na kya, bolo na - nahin

Merey bin tumharey liye koyee bhi nahi

Itni duur jaa kay aitraf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora

phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya

Jao Jao Jao mai ney tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao mai ney tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao tumhain maaf kiya

Jao Jao Jao......... (In the voice of Lucky Ali)

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found