Sajjad Ali

Sajjad Ali - Album Intro lyrics

rate me

Apnay is aathwain pop album Cindrella main,

Shukrya ada karna tha is baar;

Sab se pehle to us "PARWARDIGAR "ka,

Hamesha jis nay mere liyay mujhse kahin zyada behtar sochha,

Phir apni family ka,jinhon nay meree jeet kay raaste main,

apna bauhat kuch haar dya,

Apnay seniors ka ,jin ko sun sun ke,

main ne sur bolna seekhay,

Aur aaisay buhat saaray logon ka,

jo har hisaab say mujhsay kahin zyada behtar hain

Lekin dunya abhi tak unko nahi jaantee

Aur kuch aisee Yadon ka,Jinhe,

hamesha kay liyay bhula to chhuks hoon,lekin

mita nahin saka

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found