Dai Halima

Your rating:
“Dai Halima” 


Hoor-o-malayak jhum uthe                  

Haq ne jaari farmaan kiya


Raygistan e Arab ko jisne

Rashke Baharistaan kiya

 

Jashn Manayo x 3 Kudrat ne 

Har mushkil ko aasaan kiya

 

Arsh ne ye khush khabri bheji               Arsh:  Highest Heaven

Zameen ne ye elaan kiya

 

[Abdulla ke ghar se jahaan me

Noor bikharne waala hai] x 2

 

[Dai Halima goad mein teri 

chaand utarne waala hai] x 4

 

Khush Hue jinn – o – basher (humans)

Sun ke ye nek khabar

bahre taazim o adab                                          Tazim: ceremonial reception of a respected person

Jhuk gaye Shams-o-Kamar                               Shams: Sun | 

                  

Baam armaan ke saje                                        baam: balcony

Rooh ke saaz baje

Chaand ne hanskar kaha

Mehre tazeem jhuka                                         Meher: Harbinger of Sun

[Sun le maula yeh dua

Kar de rah uski panah] x 3

 

Uske Kadamon mein bichha] x 3

 

Jispe ufaq hai fida ] 3

 

Kehkashan bol uthi

Maula arman hai yahi

Uski mein rah banoo

Uski thokar mein rahoon

 

Mere upar wo chale ] x 3          |

                                                |

Aaye din mere bhale ] x 3         | x 2

 

Zindagi phule phale

Uski na lain tale ] x 3

 

Phool ko uski talab

Shakh ko uska adab

 

sab talabgaar hue

Uske bemaar hue

Aam na ??? gode jari???? (5.10)

Apne jalwon se bhari

Ai halima tu machal

Naaz kar, jhum ke chal

 

Wo nabi pyaara nabi                 |

Muntazir jiske sabhi                  |                       Muntazir: Waiting for          

Aane waala hai wohi x 3           | x 3

 

To jhuum ri duniya

Tera muqaddar aaj sawarne waala hai

 

Dai Halima ……waala hai.       | 2

 

Aayega wo mehboob-e-khuda

Wo humdam daavar aayega      | 2

 

Duniya jispar naaz karegi aisa payambar aayega | 3

 

E pyaasi maqloom ne ghabra

Tujtak saagar aayega

Leke maye-Kausar ka pyaala

Saki-e-kausar aayega

 

Leke maye-Kausar ka pyaala

Saki-e-kausar aayega                           [Kausar is a river in heaven: Gangaji?]

Kaandhe par kamali dale

Allah ka zevar aayega

 

Allah ka dilbar aayega | 4

 

Barah rabi ulawwal kadil                       (12 Rabi al awwal: date| 3rd month of calader)

Subah ke thande saaye

 

Aur shor hua aafaq mein 

Har suroh mohammad aaye

 

Aaye ri aaye…more bhag jagaye x 3

Jab hue paida mohd. Mustafa

God me lekar Halima ne kaha…

Aaye ri aaye…more bhag jagaye x 3

 

Har ek se halima kehti thi 

is bacche ko allah rakkhe

Jis din se widaadat payi hai                               [widaad = friendship]

Jibril barabar aate hain                          [Jibril = Gabriel] 

 

Aaye ri aaye…more bhag jagaye x 3

 

Barah gunah se bojhal insan

Hashra ke din ki fikr na kar

 

Teri shaqait hogi yakeenan

Shah-fay-e- mehshar aayega

 

To aayega wo sahaja sabki

Jholi bharne waala hai

 

Dai Halima god me teri……. | x 999

                          Thanks to sayed ale mustafa 7897355900 india for correcting these lyrics

                          Thanks to chishtyraahee for correcting these lyrics
Get 'Dai Halima' at: amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

No comments here yet... Be the first to give your opinion!