Raheem Shah

Raheem Shah - Kabhi To Tumko (Urdu) lyrics

rate me

Kabhi to tum ko yaad aiyingi wo baharain wo saman !!!

Jhukey Jhukey badloon ke neechey mile they hum tum jahan jahan

kabhi to tum ko yaad aiyingi wo baharain wo saman !!!

Tum se bichrey sadiyaan beteen phir bhi humein yaad aatey ho

saaya bun ke ahat bun ke aaj bhi humein tarpatey ho

zindagi kitni bezaar hai tum ne abhi tu mujh se kaha tha "tum se pyar hai"

kahan gai wo pyar ki qasmein pyar ka wadaa kya howa

kabhi tu tum ko yaad aiyingi wo baharain wo saman !!!

Jitna tumko apna samjha itney hi tum beganey they

hum ne kia kia aaas lagai tum kitney deewaney they

zindagi kitni bezaar hai tum ne abhi tu mujh se kaha tha "tum se pyar hai"

kahan gai wo pyar ki qasmein pyar ka wadaa kya howa

kabhi tu tum ko yaad aiyingi wo baharain wo saman !!!

Tumse bichrey sadiyaan beteen phir bhi humein yaad aatey ho

sayaa bun ke aahat bun ke aaj bhi tarpatey ho

zindagi kitni bezaar hai tum ne abhi tu mujh se kaha tha "tum se pyar hai"

kahan gai wo pyar ki qasmein pyar ka wadaa kya howa

kabhi tu tum ko yaad aiyingi wo baharain wo saman !!!

kabhi tu tum ko yaad aiyingi wo baharain wo saman !!!

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

1 Comments found

farru
Monday 18th of April 2011 11:10
beautifull songs yaar