RAFI

RAFI - Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya lyrics

rate me

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya

tum to khafa hamse ho gaye

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya

tum to khafa hamse ho gaye

ye tumne kaha tha ki ham hain tumhare

to ham bhi ye samajhe ki tum ho hamare

phir hamein kis baat ki saza de rahe ho

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya

tum to khafa hamse ho gaye

jaha pyaar hoga shararat bhi hogi

jaha hogi antpan mobabbat bhi hogi

jhuki jhuki aankhon se ye pata de rahe ho

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya

tum to khafa hamse ho gaye

idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai

kahi kuch kami si magar rah gayi hai

meri wafa ka ye kya sila de rahe ho

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya

tum to khafa hamse ho gaye

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya

tum to khafa hamse ho gaye

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found