Nusrat Fateh Ali Khan - Song Five lyrics
rate me(Qatta 1)
itna shadeed gham hia ke ahsaas-e-gham nahin
kaise kahun ke aap ka mujh pe karam nahin
Manzil mujhe mile na mile, is ka gham nahin
tum saath saath ho mere, yeh bhi to kam nahin
aey aaney waale, apni jabeen ko jhuka ke aaa
yeh aastaan-e-yaar hia aise bey haram nahin
jab tak bika na tha to koi poochta na tha
tum ne khareed kar mujhe anmol kar diya
(3.22)
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
Khwaja Mueen-ud-din
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
Khwaja Mueen-ud-din
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
Baba Mudab-ud-din
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
Baba Farid-ud-din
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
Saabir Allaudin
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
Khwaja Nizaam-u-din
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
()
banai mujh main nawa ki bigri, naseeb mera bana diya
Khwaja Muhammad din
banayi mujh main nawa ki bigri, naseeb mera jagga diya
tere karam ke nisaar tu ne mujhe bhi jeena sikha diya
badal gayi mere dil ki duniya
atta ne woh martaba diya
karam ki aisi nigaah daali
gadda ko sultan bana diya
(sargam)
karam ki aisi nigah daali, gadda ko sultan bana diya
karam ke saaye main hum ko rakh ker
kabhi hiraasaan na hum hue
humare sir per jodhoop aayi to apna damaan barha diya
banayi mujh main nawa ki bigri naseeb mera bana diya.
Thanks to ali for correcting these lyrics
Thanks to aman for correcting these lyrics