Noori

Noori - Jana Tha Hum Ne (Acoustic) - Bonus lyrics

rate me

meri soi himmat jage

Duniya hai mere aage jawan

hoon main jawan

jhoote khwaab peeche chore

jeewan se naata jore rawaan

hoon main rawaan

diye ko na bujhana

duniya ko hai sajana

bhula na, na bhulana

dil ne ab hai jana

badley ga yeh zamana

tu jaaa na

Jana tha hum ne ab jaen kahan

paana tha jo bhi woh hai paana yahan

ab himmat se hai mera saara jahaan

main choo loon ga sab nishaan,

main choo loon ga saare aasmaan

.........

saare yaar tujh se roothe

teri aarzu na toote

jawaan, ho tu jawaan

zindagi main gham hain saare

zindagi se tu na haare

rawaan, ho tu rawaan

diye ko na bujhana

duniya ko hai sajana

bhula na, na bhulana

dil ne ab hai jana

badley ga yeh zamana

tu jaaa na

Jana tha hum ne ab jaen kahan

paana tha jo bhi woh hai paana yahan

ab himmat se hai mera saara jahaan

main choo loon ga sab nishaan,

main choo loon ga saare aasmaan

Jana tha hum ne ab jaen kahan

paana tha jo bhi woh hai paana yahan

ab himmat se hai mera saara jahaan

main choo loon ga sab nishaan,

main choo loon ga saare aasmaan

.............

Jana tha hum ne ab jaen kahan

paana tha jo bhi woh hai paana yahan

ab himmat se hai mera saara jahaan

main choo loon ga sab nishaan,

main choo loon ga saare aasmaan...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found