Noor Jehan

Noor Jehan - Aaja Meri Barbad lyrics

rate me

Aaja Aaja

Aaja meri barbad Mohabbat key saharay

Hai kaun jo bigri hui taqdeer sawaray

Aaja Aaja

Aaja meri barbad Mohabbat key saharay

Hai kaun jo bigree hui taqdder sawaray

Aaye bhee na thay khusk huay ankhon mein ansoo

Hai ankhon mein ansoo

Aaye bhee na thay khusk huay ankhon mein ansoo

Hai ankhon mein ansoo

Niklay bhee na thay lutt gaye armaan becharay

Hai Kaun jo bigree huee taqdeer sawaray

Anjam-e-mohabbat hamay maloom hai lekin

Hamay maloom hai lekin

Anjam-e-mohabbat hamay maloom hai lekin

Hamay maloom hai lekin

Letay hain teray gham mein umeedon key saharay

Hai kaun jo bigree hui taqdeer sawaray

Tha Dil ko faqat teri mohabbat ka sahara

Haan mohabbat ka sahara

Tha Dil ko faqat teri mohabbat ka sahara

Haan mohabbat ka sahara

Humnay issee umeed sey din apnay guzaray

Hai kaun jo bigree huee taqdeer sawaray

Aaja Aaja- Aaja meri barbad mohabbat key saharay

Hai kaun jo bigree huee taqdeer sawaray

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found