NIGEHBAAN movie

NIGEHBAAN movie - shayar shayar lyrics

rate me

Song By KUMAR SANU, SUNIDHI CHAUHAN

shayar shayar - 2

dil mera hain shayar shayari karta hain - 2

bhool gaya hain mujhko bas tumpe marta hain - 2

tumse shuru tumse khatam hoti hain iski shayari - 2

dil mera hain shayar shayari karta hain

bhool gaya hain mujhko bas tumpe marta hain

tumse shuru tumse khatam hoti hain iski shayari

shayar shayar - 2

khamoshiyon ki zuban se yeh to

karke ishare karke ishare karke ishare re

armanon ke aashiyan se bas tujhe hi pukare

tujhe pukare tujhe pukare re

lamha lamha tujhko chahe - 2

dard na jane re

(bajuon main tere aks ko bharta hain

bhul gaya hain mujhko bas tumpe marta hain) - 2

tumse shuru tumse khatam hoti hain iski shayari - 2

har dil jise gata hain ishq main aaisi shayri - 2

shayar shayar - 2

har panne pe naam tera yeh to likhta hi jaye

likhta hi jaye likhta hi jaye re

mane nahi kehna mera yeh dhadakta hi jaye

dhadakta hi jaye dhadakta hi jaye re

har dhadkan hain pyaasi pyaasi - 2

haal bura hain re

(bas judaai wale waqt se darta hain

bhool gaya hain mujhko bad tumpe marta hain) - 2

tumse shuru tumse khatam hoti hain iski shayari

dil mera hain shayar shayari karta hain

bhool gaya hain mujhko bas tumpe marta hain

tumse shuru tumse khatam hoti hain iski shayari - 2

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found