Nayyara Noor

Nayyara Noor - Tera Saya Jahan lyrics

rate me

Tera saya jahan bhi ho sajna

Palkain bichha doon

Sari umer bitta doon

Tu jo kahay to tun mun apna

Tujh pe lutta doon

Sari umer bitta doon

Tera saya jahan bhi ho sajna

Palkain bichha doon

Sari umer bitta doon

Tu jo bulaey sajna

Mein ban patang chali aaoon

Tu jo bulaey sajna

Mein ban patang chali aaoon

Chor ke sara zamana

Terey rang mein hi rang jaoon

O merey sajna

O merey mitwa

O merey sajna

O merey mitwa

Terey ang ang bas jaoon

Tera saya jahan bhi ho sajna

Palkain bichha doon

Sari umer bitta doon

Teri aankh ke aansoo

Mein aankhon mein apni chupa loon

Teri aankh ke aansoo

Mein aankhon mein apni chupa loon

Rahon ki dhool se teri

Mein apni maang saja loon

O merey sajna

O merey mitwa

O merey sajna

O merey mitwa

Terey sang sang lehraoon

Tera saya jahan bhi ho sajna

Palkain bichha doon

Sari umer bitta doon

Tu jo kahay tu tun mun apna

Tujh pe lutta doon

Sari umer bitta doon

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found