Naseebo Lal

Naseebo Lal - O Yaara We lyrics

rate me

Oh Yaara we Yaara we

Oh Yaara we Yaara we

Mera dil kho geya hai

Kissi ka ho geya hai

Mera dil kho geya hai

Kissi ka ho geya hai

Jaag uthi hain nindein

Jaag uthi hain nindein

Chain kehin so geya hai

Oh yaara we yaara we

Oh yaara we yaara we

Samajh na aya mujhko wo larka tha yan tha jaadoo

Nazrein milte hi jis se reha dil pe mere na kaboo

Samajh na aya mujhko wo larka tha yan tha jaadoo

Nazrein milte hi jis se reha dil pe mere na kaboo

Jab bhi sunae khamoshi masoom si uss ki baatein

Mere din sulagtey hain hoti bechain ye raatein

Kabhi muskana uss ka

Kabhi tarpana uss ka

Kabhi pass aake mere door jana usska

Bohot yaad aa reha hai

Bohoot yaad aa reha hai

Keiher wo dha reha hai

Oh yaara we yaara we

oh yaara we yaara we

Aisa bhi hota hai aksar jab jab yaad wo aae

Cha jaate hain in palkon pe uss ki nazar ki saae

Aisa bhi hota hai aksar jab jab yaad wo aae

Cha jaate hain in palkon pe uss ki nazar ki saae

Uss ka tasavoor aake dil me aisa dard jegae

Yon lagta hai jism se jaan hi nikli jaae

Kabhi mujhko setae

Kabhi mujhko roolae

Wo bedardi hai bera ussko to taras naa ae

Bohot yaad aa reha hai

Bohot yaad aa reha hai

Mujhe tarpa reha hai

Oh yaara we yaara we

Oh yaara we yaara we

Koi itna tarpaega socha na tha maine

Mere gham pe muskaaega socha na tha maine

Koi itna tarpaega socha na tha maine

Mere gham pe muskaaega socha na tha maine

Maine ye dil diya hai jiss ko wo pathar dil hoga

Jiss ko mesiha samjha maine mera kateel hoga

Wo uss ka ruth jaana

Mera uss ko mena na

Simat ke ek pal me wo guzra hai zamana

Bohot yaad aa reha hai

Bohot yaad aa reha hai

Rolaae ja reha hai

Oh yaara we yaara we

Oh yaara we yaara we

Oh yaara we yaara we

Oh yaara we yaara we

Mera dil kho geya hai

Kissi ka ho geya hai

Jaag uthi hain nindein

Chain kehin so geya hai

Oh yaara we yaara we

Oh yaara we yaara we

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found