NAGHMA-E-DIL (NON FILM) movie

NAGHMA-E-DIL (NON FILM) movie - Ek Nagma Ek Taara Ek Guncha Ek Jaam lyrics

rate me

Song By GHULAM ALI

ek nagma ek taara ek guncha ek jaam

ai gam-e-dauraan gam-e-dauraan tujhe mera salaam

zulf aawaara garebaan chaak ghabaraayi nazar

in dinon ye hai jahaan mein zindagaani ka nizaam

chand taare tuut kar daaman mein mere aa gire

mainne puuchha tha sitaaron se tere gam ka maqaam

pad gayin pairaahan-e-subah-e-chaman par salawatein

yaad aa kar rah gayi hai bekudi ki ek shaam

teri ismat ho ke ho mere hunar ki chaandani

waqt ke baazaar mein har chiz ke lagate hain daam

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found