Munni Begum

Munni Begum - Ek Baar Muskurado lyrics

rate me

firdaus jhoom uthay

fiza muskura uthay

tum muskura utho toh

khuda muskura uthay

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

afsana-e-chaman ka

unwaan hi badal do

phoolon ka sar kuchal do

kaliyon ka dil masal do

aakash ki jawani

baadal main moun chupaye

mahtaab doob jaye

taaron ko neend aye

zohrajabeen pari rukh

tamseel mahe anjum

ankhain sharaab aageen

jazbaat nay talatun

hiltee hui labon par

hansta hua tarana

aye dil nawaz paikar

khatir main hai zamana

lab haye ahmaree per

nikhree hui hai laalee

yeh halki halki surkhi

tasveer hai shafaq ki

awara shokh zulfain

rukhsaar choomti hain

rukhsaar choomti hain

baykhud hain ghoomti hain

ho zist ka sahara

tum mauj main kinara

laikin suna khuda-ra

ek baar muskura do

ek baar muskura do

zulmi

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek naujawan musafir

fitrat kala ubalee

ek aalam-e-junoon main

ek simt jaa raha tha

jaisay keh apnay dhun main

parbat pey chal raha tha

zulfain keh muntasharfeen

chehray sai muz-mail tha

nazrain kehraahtee theen

ek na shikast dil tha

maazi ki ghoongaton main

ek aks paa raha thaa

guzra hua zamana

phir yaad araha thaa

armaan tarap rahay thay

hasrat machal rahee theen

betaab zindagani

karwat badal rahi theeee

gin gin taaray

haye bechari

gin gin taaray

haye bechari

chaen na aye

ji ghabraye

dekh toh kya hai

kaun basa hai

deeda-e-tarmi

nich-e-nazarmi

shisha-e-dinmi

ankh ki tilmi

dil ko jalana

khel hai jaana

dil ko jala kar

aag laga kar

khud bhi jalo gay

haath malo gay

tum sham-e-farozan ho

khud bhi jalo jala do

laikin

ek baar muskura do

ek baar muskura do

zulmi

ek baar muskura do

ek baar muskura do

tum jaana-e-muda'a ho

ek husn-e-dil ruba ho

itna toh main kahoonga

meri hi iss ghazal ka

rangeen kaafiyan ho

ek baat tum sai poochoon

bolo jawaab dogi

yeh husn yeh jawani

sarkaar kya karogi

hoton ki muskurahat

becho khareed loonga

manzoor ho toh bolo

anmol daam doonga

laikin

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

ek baar muskura do

Thanks to ABDULMANANRATHORE@YAHOO.COM for correcting these lyrics

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

1 Comments found

Anonymous
Friday 6th of July 2018 08:13
many thanks for lyrics.....absolutely smashing ghazal and voice....it was great to discover by chanc