Mohsin

Mohsin - Mohsin Teray Bin lyrics

rate me

Teray bin Teray bin

Jeevan beetaoon kis tarah se

Teray bin Teray bin

Sapnay sajaoon kis tarha se

Guzray jo lamhay teray saath

Haathon main le k tera haath

Sang apnay phoolon ki baraat

Khusboo se mehkee thee her baat

Nadiya kinaray saath saath

unn ko bhulaoon kis tarha se

Teary bin Teray bin

Jeevan beetaon kis tarha se

Teray bin Teray bin

Sapnay sajaoon kis tarha se

Yadain hain ab teri nishani

sooni hui hai zindagaani

bhool hai ya meri naadaani

jhooti hui hai jo kahano

mujh ko nahi hai vo sunani

uss ko sunaoon kis tarha se

Teray bin Teray bin

Jeevan beetaoon kis tarha se

Teray bin teray bin

sapnay sajaoon kis tarha se

Aaaa jaa tu laut k aaaa

k tanha hoon main teray bin

k bikhra hoon main teray bin

Teray bin Teray bin

Jeevan beetaoon kis tarha se

Teray bin teray bin

sapnay sajaoon kis tarha se

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

1 Comments found

goofer
Friday 9th of September 2011 21:45
i wrote this song