MOHAMMAD RAFI

MOHAMMAD RAFI - Garib Jaan Ke Ham Ko Na Tum Daga Dena lyrics

rate me

garib jaan ke ham ko na tum daga dena

tumhin ne dard diya hai tumhin dava dena

garib jaan ke

lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye

tadap rahe hain muhabbat mein ik nazar ke liye

nazar milaake

nazar milaake nazaron se na tum gira dena

tumhin ne dard diya hai

tumhaari yaad hamein har ghadi sataayegi

tumhaare bin to hamein maut bhi na aayegi

tumhaari yaad ko

tumhaari yaad ko mushakil hai ab bhula dena

tumhin ne dard diya hai

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found