MOHAMMAD RAFI

MOHAMMAD RAFI - Are Re Re Re Sambhaalo Mujhe Yaaron lyrics

rate me

(are re re re sambhaalo mujhe yaaron

maine nahi pi yeh pyaar ka nasha hai) - (2)

yeh kabhi utara hai na kabhi utarega

yeh miyaan jaam ka nahi nigaahein yaar ka nasha hai

are re re re sambhaalo mujhe yaaron

maine nahi pi yeh pyaar ka nasha hai

jab ek saath kayi yaar najar aate hain

khushi ke maare kabhi kadam behak jaate hain

inase miliye yeh hai ek jaanewaale mere

aur yeh bhi toh hai pehchaan ne waale mere

aap ke dil mein hai ke mujhe hosh nahi

aji hasake na dekhiye, mujhe har baat ka pata hai

are re re re sambhaalo mujhe yaaron

maine nahi pi yeh pyaar ka nasha hai

yahaan aise bhi hai jinaki surat

jinaki surat woh nahi hai jo najar aati hai

yeh najaara bhi ajaba hai yaaron

ke jo dushman hai wohi saathi hai

yeh toh rangin bhi hai kaisi tauba

ke tabiyat meri ghabraati hai

jo kabhi julf mehak uthati hai

toh kahin ?? ki bu aati hai

are main kya yeh keh gaya, mujhe kya aaj ho gaya

yeh miyaan jaam ka nahi nigaahein yaar ka nasha hai

are re re re sambhaalo mujhe yaaron

maine nahi pi yeh pyaar ka nasha hai

kar de na maaf sanam meri yeh baatein

hoti hai tumase kahaan aisi mulaakaatein

toh chalo chalake kahein do dil pyaar karein

aaj tak jo na kiya wahin ikraar karein

hamein swikaar karo tum, tumhein swikaar karein hum

ke hamein aaj gulbadan tere deedaar ka nasha hai

(are re re re sambhaalo mujhe yaaron

maine nahi pi yeh pyaar ka nasha hai) - (2)

are re re re sambhaalo gir na jaau

<br />

<br />

Thanks to Adrina

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found