MOHAMMAD RAFI, SUMAN KALYANPUR

MOHAMMAD RAFI, SUMAN KALYANPUR - Nashe Mein Ham Nashe Mein Tum lyrics

rate me

nashe mein ham nashe mein tum

kya kabar dil kidhar ho gaya hai gum

nashe mein ham

nazar-nazar hasin hai tapak raha hai ras

jo ek dil gaya to kya tumhein milenge das

kya kabar dil kidhar

tumhaara dil are kahin latak na gaya ho

javaan tha idhar-udhar bhatak na gaya ho

kya kabar dil kidhar

hamaara kya jo tum kaho vo baat maan lein

kafa na ho to apana dil tumhin ko jaan lein

kya kabar dil kidhar

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found