Main Hoon Na - Tumse Milke Dil Ka lyrics
rate meIshq Jaise Hai Ek Aandhi, Ishq Hai Ek Toofaan
Ishq Ke Aage Bebas Hai, Duniya Mei(n) Har Insaa(n)
Ishq Mei(n) Sab Deewane Hain, Ishq Mein Sab Hairaan
Ishq Mei(n) Sab Kuchh Mushkil Hai, Ishq Mei(n) Sab Aasaa(n)
Dekho Pyaare, Ye Nazaare, Ye Deewaane, Ye Parvaane
Hai(n) Ishq Mei(n) Kaise Gum
( Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Hal Kya Kahe(n)
Ho Gaya Hai Kaisa Ye Kamaal Kya Kahe(n) ) - 2
Dil To Hai Ek Raahi Jaana, Dil Ki Tum Manzil Ho
Dil To Hai Ek Kashti Jaana, Jiska Tum Saahil Ho
Dil Na Phir Kuchh Maange Jaana, Tum Agar Haasil Ho
Dil To Hai Meraa Tanhaa Jaana, Aao Tum Mahfil Ho
Ishq Se Hai(n) Saari Khushiyaa(n), Ishq Se Barbaadi
Ishq Hai Paabandi Lekin, Ishq Hi Aazaadi
Ishq Ki Duniyaa Mein Yaaron Khwabo(n) Ki Aabaadi
Kho Gaya Wo Jisko Manzil Ishq Ne Dikhlaadi
Dekho Pyaare, Ye Nazaare, Ye Deewane, Ye Parvaane
Hai(n) Ishq Mei(n) Kaise Gum
( Tumse Milke Dil Kaa Hai Jo Haal Kyaa Kahei(n)
Ho Gayaa Hai Kaisa Ye Kamaal Kyaa Kahei(n) ) - 2
Tumko Pooja Hai, Tumhari Hi Ibaadat Ki Hai
Hamne Jab Ki Hai To Phir Aise Mohabbat Ki Hai - 2
Dil Mera Paagal Hai Jaana, Isko Tum Bahla Do
Dil Mein Kyun Halchal Hai Jaana, Mujhko Tum Samjha Do
Mahkaa Jo Aanchal Hai Jaana, Isko Tum Lahra Do
Roop Jo Baadal Hai Jaana, Mujhpe Tum Barsa Do
Jaana Le Ke Aaya Hai Tera Ye Deewana
Jaana Tujhpe Mit Jaayega Tera Ye Parwana
Jaana Mere Dil Mein Kya Hai, Tune Ye Na Jaana
Jaana Tujhko Yaad Aayega Mera Ye Afsana
Dekho Pyare, Ye Nazare, Ye Deewane, Ye Parwane
Hai Ishq Mein Kaise Gum
( Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahein
Ho Gaya Hai Kaisa Ye Kamaal Kya Kahein ) - 2