Mushkil Hai Bahut Mushkil
Your rating:
Song By LATA MANGESHKAR mushkil hai mushkil hai ai ai ai mushkil hai bahut mushkil chaahat ka bhula dena (2) aasaan nahin dil ki yeh aag bujha dena (2) (yeh khel nahin lekin yeh khel hai ulfat ka) 2 roton ko hansa dena hanston ko rulaa dena (2) mushkil hai bahut mushkil (dilwalon ki duniya mein hai rasm ke jab koi) 2 aaye to qadam lena jaaye to duaa dena (2) mushkil hai bahut mushkil (uljhan hai bahut phir bhi hum tum ko na bhoolenge, tum ko na bhoolenge) 2 mumkin to nahin lekin tum hum ko bhula dena (2) mushkil hai bahut mushkil chaahat ka bhula dena (2) mushkil hai bahut mushkil
Share your thoughts
No comments here yet... Be the first to give your opinion!