Lucky Ali

Lucky Ali - Kabhi Aaisa Lagta Hain lyrics

rate me

Kabhi aisa lagta hai , dil mein ik raaz

Jise kehna chahoon,par main keh paaoo na

Aankhon hi aankhon mein keh jaati hai jo ye

Khamoshiyon ki ye kaisi zuba

Maine suna jo na usne kaha ..

Kya aisa hi hota hai pyar

Mere khuda mujhe itna bata

Kya aisa hi hota hai pyar….

Kabhi aisa lagta hai , anjaani pyaas hai

Par simti hoton mein vo reh paaye na

Kaisa ehsaas hai , koi to paas hai

Ye dooriyan hain phir kaisi yahan

Mehki lage ye saari fiza

Kya aisa hi hota hai pyar

Mere khuda mujhe itna bata

Kya aisa hi hota hai pyar

Ye sach hai chahat pe kabhi kisi ka bhi zor nahin

Dilbar ki yaadon ko bandhe aisi koi dor nahin

Sab kuch vohi par lagta

naya Kya aisa hi hota hai pyar

Mere khuda mujhe itna bata

Kya aisa bhi hota hai pyar

Kabhi aisa lagta hai ,

dil mein ik raaz hai

Jise kehna chahoon par main keh paaoo na

Aanhon hi aankhon mein keh jaati hai jo ye Khamoshiyon ki ye kaisi zuba

Maine suna jo na usne kaha ..

Kya aisa hi hota hai pyar Mere khuda

mujhe itna bata

Kya aisa bhi hota hai pyar….

Ik pal jo mil jaaye phir vo chala jaaye door

kahin Duniya mein is dil ke jaisa koi majboor nahinMaine suna pyar

karta jahan

Kya aisa hi hota hai pyar

Mere khuda mujhe itna bata

Kya aisa bhi hota hai pyar….

Posted By : Sakhawat Hussain

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found