LIFE MEIN KABHIE KABHIEE movie

LIFE MEIN KABHIE KABHIEE movie - Valha Valha... Aaye Aaye Aisa Manjar Valha, Valha Valha Valha.... lyrics

rate me

Song By SHAAN, MAHALAXMI, SHAMIT

milati hai aisi ghadi life mein kabhi kabhi

judati hai dil ki kadi life mein kabhi kabhi

na jaane phir kahaan in raahon mein milein

na jaane phir kahaan masti ke gul khile

(aaye aaye aisa manjar valha, valha valha valha....

life mein kabhi kabhi) - 2

koi toh aashiq hai koi deewaana hai

koi koi thoda rangila hai

ho koi toh shaida hai

ho koi saidaai hai

koi koi thoda joshila hai

(aaye aaye aisa manjar valha, valha valha valha....

life mein kabhi kabhi) - 2

life mein kabhi kabhi...

hey jina mar jaana hai

kuchh toh kar jaana hai

laut ke phir vaapas nahi aana hai

sapane hai baahon mein

manjil hai chaahon mein

taaron?? dharati pe abb laana hai

valha, valha valha valha....

life mein kabhi kabhi

aaye aaye aisa manjar valha, valha valha valha....

life mein kabhi kabhi

milati hai aisi ghadi life mein kabhi kabhi

judati hai dil ki kadi life mein kabhi kabhi

na jaane phir kahaan in raahon mein milein

na jaane phir kahaan masti ke gul khile

(aaye aaye aisa manjar valha, valha valha valha....

life mein kabhi kabhi) - 3

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found