LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Sun Sun Sun Mere Saathiya lyrics

rate me

(sun sun sun mere saathiya kab aayenge re piya - 2

na nind aati hai na chain aata hai mujhe ho ke unase juda) - 2

sun sun sun mere

vaayada tha aane ka lagata hai kisi ne roka hai

tu hi bata re piya sharaafat nahin ye to dhokha hai

badi yaad aati hai mujhako sataati hai

mujhe le chal ya unako bula

sun sun sun mere

kya karuun raaton ko khwaabon mein vo tadapaate hain

kya kahoon din mein bhi taare mujhe nazar aate hain

na raat katati hai na din guzarata hai

mujhe le chal ya unako bula

sun sun sun mere

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found