LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Mujhe Alaah Ki Kasam lyrics

rate me

(Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya - 2

bina eed ke hi chand ka deedar ho gaya - 2

deedar ho gaya tumse pyar ho gaya ) - 2

panv mein ghungaru bandhkar (naachi hai jawani) - 2

panv mein ghungaru bandhkar (naachi hai jawani) - 2

ulafat ki shuru ho gayi (ek nayi kahani) - 2

dekho husna phirse ishq par nisaar ho gaya - 2

nisar ho gaya tumse pyar ho gaya

ji chaahata hai chumlu honton ko tumhare hoton ko tumhare - 2

ye hont kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare

ye dil diwana aapka sarkaar ho gaya - 2

sarkaar ho gaya tumse pyar ho gaya

Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya - 2

bina id ke hi chand ka didar ho gaya

(Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar (ho gaya) - 2) - 4

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found