LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Mausam Hai Thanda Thanda lyrics

rate me

mausam hai thanda thanda, a khelein gilli danda

to bada maza aayega, bada hi maza aayega

maiyya ?? chori chori, main aayi daudi daudi

jo pata chal jaayega

to bada maza

milajul ke khelein saare, koyi jeet jaaye koyi haare

maar jo dande ki laage, kar kar kar ???

saamane jo aayega, vo chit jaayega - 2

to bada maza

mausam hai thanda thanda

ye khel hai bada suhaana

bada suhaana, bada suhaana

ye khel hai bada suhaana

sab khelon ka hai naana

bada suhaana, bada suhaana

sab khelon se achchha

a aa

isase khele hai bachcha bachcha

a aa

baazi jo lagaayega, mauj vo udaayega - 2

to bada maza

mausam hai thanda thanda

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found