LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Madabhari Ye Hawaayein Paas Aayein lyrics

rate me

madabhari ye hawaaein paas aaein

naam lekar mujhako ye bulaayein

madabhari ye hawaaein

main ne raaton se kar li dosti taaron ke liye

aur chura ke liya mainne ye din bahaaron ke liye

ai zamin aasamaan mujhako do duwaaein

madabhari ye hawaaein

mainne laharon ki baahein thaam kar dhundhe hain bhanvar

saahilon pe kisi ajanabi ki talaashi hai dagar

kaash le kar unhe laharein laut aaein

madabhari ye hawaaein

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found