LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Hui Ye Ham Se Naadaani lyrics

rate me

hui ye ham se naadaani teri mahafil mein ja baithe

zamin ki khaaq hokar aasamaan se dil laga baithe

kabar kya thi gulistaan-e-muhabbat mein bhi khatarein hain

jahaan girati hai bijali ham usi daali pe ja baithe

hua khuun-e-tamanna isaka shiqava kya karein tumase

na kuchh socha na kuchh samajha jigar par tir kha baithe

na kyon anjaam-e-ulfat dekh kar aansu nikal aaye

jahaan ko luutane vaale khud apana ghar luta baithe

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found