K.K.

K.K. - Tere is Jahan main e Khuda lyrics

rate me

(Tere is jahan main ey Khuda

Woh nahi to lagta hai kuch nahi

Nahi ho ke b hai woh her jagah

Karon kyu yakeen kay woh ab nahi)-2

Tere is jahan main ey Khuda

Hai udas tere bina shahar

Tujay yaad kartay hain raastay

Hai woh log apnay gharwa main band

Jo nikaltay thay tere wastay

Baharain jawani kahain gayae

Thi abhi khizan ki rut nahi

Tere is jahan main ey Khuda

Woh nahi to lagta hai kuch nahi

Sab jeetay hain yahian zindigi

Tujay zindigi nay jiya magar

Tha woh rab b tanha tere bina

Tu bana liya tujay hum safar

Tujay cheen laon khuda se main

Koi us ka to tuj pe haq nahi

Tere is jahan main ey Khuda

Posted By: Sudhakar

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found