KISHORE KUMAR - Matlab Jo Smajhe lyrics
rate mebadaa hi khubsurat is jagah ka har nazara hai
hai, magar phir bhi kisi ka naam lekar dil pukara hai
matalab jo samjhe mere sandesh ka, matalab jo samajhe
matalab jo samajhe mere sandesh ka,
is desh mein hai koi kya mere desh ka
matalab samajhe jo, mere sandesh ka
ye chehare, ye aankhein - 2
(badale libaas rang ruup to vohii hai,
yaadon ki chhaaon dhuup to vohii hai ) - 2
kya phayda, kya phayda phir is bhesh ka,
is desh mein hai koi kya mere desh ka
matalab samajhe jo, mere sandesh ka
matalab jo samajhe ...
vo maatii, vo pani - 2
(aa mil ke phuulon ki baatein karenge,
saavan ke jhuulon ki baatein karenge ) - 2
mil ke sahen, mil ke sahen ye gam paradesh ka
is desh mein hai koi kya mere desh ka
matalab samajhe jo, mere sandesh ka
matalab jo samajhe ...