KISHORE KUMAR

KISHORE KUMAR - Maa Ka Pyar Behen Ka lyrics

rate me

Maa Ka pyar

Behen ka pyar

Kabhi Kabhi Dulhan Ka Pyar

Tere Pyar Ke Rang Hazaar

O Basanti Rani O Basant Rani

Maa Ka pyar

Behen Ka Pyar

Kabhi Kabhi Dulhan Ka Pyar

Tere Pyar Ke Rang Hazaar

O Basant Rani O Basant Rani

Maa Ka Pyar

Behen Ka Pyar

Manzil Jani Anjani Ho Safar Mein Sheher Ho Ya Koyi Gaon,

Sar Pe Hamare Dale Aise Ghani Chhaya jaise maa kare Mamta ki chaon, (repeat twice)

Maa Ka pyar

Behen Ka Pyar

Kabhi Kabhi Dulhan Ka Pyar

Tere Pyar Ke Rang Hazaar

O Basant Rani O Basant Rani

Maa Ka Pyar

Behen Ka Pyar

Kabhi Hoke Chanchal Galiyon Mein Bhaage, Kabhi Raah Chalte Se Takraai

Rokun To Ruke Na Aise Mujhko Sataye Jaise Natkhat Behne Sataay (repeat twice)

Maa Ka pyar

Behen Ka Pyar

Kabhi Kabhi Dulhan Ka Pyar

Tere Pyar Ke Rang Hazaar

O Basant Rani O Basant Rani

Maa Ka Pyar

Behen Ka Pyar

Kabhi Kahin Janewala Aisa Koyi Saathi Mile Jiske Bure Hain Karobar,

Bahein Gale Daal Ke Wohi Mujhe Roke Kahe Mat Jao Balma Hamaar, (repeat twice)

Maa Ka pyar

Behen Ka Pyar

Kabhi Kabhi Dulhan Ka Pyar

Tere Pyar Ke Rang Hazaar

O Basant Rani O Basant Rani

Maa Ka Pyar

Behen Ka Pyar

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found